Monday, 29 June 2015

Joke #265

santa chup chap baitha tha. use dekh banta ne pucha.

banta:kya kar rahe ho?

santa:badla le raha hun.

banta:kise

santa:samay se. usne mujhe barbad kiya ab mein use barbad kar raha hun