Thursday, 11 June 2015

Joke #141

Santa samundar me dahi daal raha tha..

Banta:kya kar raha hai?

Santa:Lassi bana raha hun

Banta: Yeh kya Pagalpan hai??
Teri aisi harkaton se hi log hum pe joke banate hai..
ab bata..
Itni Saari Lassi kon piyega?