Wednesday, 27 May 2015

Joke #12

Pati kaaam se Jaldi ghar aa gaya
Patni ne premi ko powder laga kar murti ki tarah khada kar diya.

Pati: Ye kya hai.
Patni: Murti hai,Pados wale gupta ji ne di hai.

Pati kuch na bola aur kaam me vyast ho gaya.
Aadhi raat ko murti ke saamne sandwich rakh kar bola.

Pati: Kha lo gupta ji parso raat ko mein bhi
tumhaare ghar aise hi murti ban ke khada tha kisi
ne paani ko bhi nahi pooncha tha.